Articles

YouTube Par Kisi Aur Ka Video Upload Karke Monetize Kaise Kare Hindi Me Janiye

by Prem Kumar Digital Marketing Specialist
Hello Dosto, Aaj mai aapko batane ja raha hu ki kisi aur ke upload kiye huye video ko monetize karke paisa kaise kamaye.

Dosto sabse pahle mai aapko bata dena chahta hu ki agar aapke pass youtube channel nahi hai to aap apna youtube channel banaye uske baad apne channel par 1000 views laye uske baad hi aap kisi bhi video ko monetize kar sakte hai, Agar aapke pass youtube channel hai aur aapke video monetize hai to aap kisi ka bhi video ko apne channel me upload karke monetize kar sakte hai aur adsense se paisa kama sakte hai.

To aaiye jante hai hum kisi aur ka video ko kaise download kare aur kaise monetize kare, Please aaplog dhayan se meri bato ko samajhiye uske baad hi aap kuch samajh payenge, Koi jyada hard work nahi hai bas aap mere bataye huye rules ko follow kijiye.

Dosto sabse pahle aapko youtube search page me jana hoga aur search box me aap koi bhi title search kijiye jo aap chahte hai, Suppose : Agar aapka channel news se related hai to aap youtube search box me type kijiye ( viral news 2017 ) Apke samne bahut sara page open hoga fir aapko search box ke side me FILTER ka option hoga uspar click karna hai, uske baad aapko Creative Commons select karna hai, fir aapko FILTER par click karna hai uske baad VIEW COUNT select karna hai, Uske baad aapke pass jo bhi video output hoga wo sare video creative commons ke hote hai jo ki aap download karke aap apne channel me upload karke use monetize kar sakte hai aur paisa kama sakte hai,ess video ke liye aapko koi vhi blame nahi karega.

Read More : Youtube Par Aisi Galti Kabhi Nahi Kare

Dosto mai aapko step by step samjha raha hu aap niche diye huye screen short ko dhyan se dekhiye aur usse follow kijiye.

Ye raha Youtube search box aur aap yaha kuch bhi search kar sakte hai jo aap chahe.



Uske baad aapko filtter par click karke CREATIVE COMMONS aur VIEW COUNT ko select karna hai bas.


Etna karne ke baad ab jo bhi video aapke samne hai use aap download kar ke apne channel me upload kar sakte hai aur monetize bhi kar sakte hai.

Youtube Channel Banane Ke Fayde 



Ab mai aapko batane jar ha hu ki hum aisa kayo karte hai jo koi blame nahi karta kisi aur ke video apne channel me upload karne se. 

Dosto jab aap koi bhi video apne channel me upload karte hai to ek option aata hai jo mai aapko bata raha, Ess type ka option aata hai :


~ Creative Commons Attribution (Reuse Allowed)

~ Standard YouTube License

Agar aap Standard YouTube License option selet karte hai to aapka video koi bhi coppy nahi kar sakta, aur agar karta hai to aap uske upar action le sakte hai.

Aur agar aap Creative Commons Attribution option selet karte hai to aapka video koi bhi apne channel me upload karke monetize kar sakta hai jaise ki mai aapko upar me bataya hai. App dekhiye, samajhiye aur follow kijiye :

Agar aaplogo ko samajhne me koi bhi problems ho to mujhe comment box me massege kijiye ya fir mere about us page ko open karke mujhe social site me follow kijiye mai aaplogo ke help liye hamesa active hu. Youtube Vedeo Par Fast View Kaise Laye Hindi me Janiye

Sponsor Ads


About Prem Kumar Professional   Digital Marketing Specialist

904 connections, 19 recommendations, 2,172 honor points.
Joined APSense since, October 6th, 2015, From New Delhi, India.

Created on Sep 1st 2017 05:37. Viewed 1,167 times.

Comments

No comment, be the first to comment.
Please sign in before you comment.